April 21, 2026
1764496206_maxresdefault.jpg

23 thoughts on “Tragic Story of Human Trafficking Victim from West Bengal

  1. Mere sath hua hai mere ko bulaya me gai bhi lekin bhagwan ne muje bacha liya garvalo ka call utha liya uss ladke ne muje mobile switch off karne ko bola kyo ki garvalo se bhag kar gai vo haidrabad bula ra tha uska gar haidrabad nhi tha fir bhi .. thanks god

  2. बेवकूफी, और मूर्खता, का त्याग कब कर देना चाहिए ?
    होशियारी और चालाकी और अक्ल ठोकर खाने के बाद आये तो नुकसान तो होगा ही ! बच्चों को शुरू से ही समझाना, सिखाना जरुरी है !

  3. I'm from chhattisgarh and same thing happened with my neighborhood ek ladaki ek ladake ke sath rajsthaan bhag gai thi aur vaha pe vo ladaka uska skincare karne laga aur ek din us ladaki ko pata chala ki vo ladaka vo ladaki ko sell karne laya to vaha se kuch na kuch karke bhagi aur apne papa ko call kiya aur uske papa police ki help se vaha pahuche aur vo ladaki ko bachay

  4. Ladkia sochti hai wo ladkia hai isiliye duniya me sab kuch unko easily mil jayega. Padhai jobs ye sab mehnat bala kam kiun kare bs sapno ka Rajkumar mil jaye fir life settled …..jiska fayeda yese kich log uthate hai…. Pr ladkio ko ye sach to samajh na chahiye ki agar kich b unko free me mil raha hai mtlb product wo khud hai …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Enable Notifications OK No thanks